Myvideo

Guest

Login

Aaj fir se tum bujha deepak jalao | | harivansh rai bachchan | Original Song | Live

Uploaded By: Myvideo
8 views
0
0 votes
0

I was invited to perform for an Diwali Event by Brahmakumaris. While trying to find good lyrics, found this heart touching poem by great poet Shri Harivanshrai Bachchan Saab. So I decided to compose and sing with my guitar Here sharing my humble attempt to sing my own compisition with my guitar. Credits: Lyrics: Harivanshrai Bachchan Vocal and Guitar: Jignesh sheth Composition and music arrangment: Jignesh Sheth Flute: Jignesh Trivedi Lyrics aaj phir se tum bujha deepak jalao hai kahan wah aag jo mujhko jalae hai kaha wah jwal paas mere aae ragini, tum aj deepak raag gaao aaj phir se tum bujha deepak jalao tum nai aabha nahi mujhme bharogi nav vibha me snan tum bhi to karogi aaj tum mujhko jaga kar jagmagao aaj phir se tum bujha deepak jalao mai tapomay jyoti ki, par, pyas mujhko hai pranay ki shakti par vishwas mujhko sneh ki do bunde bhi to tum girao aaj phir se tum bujha deepak jalao kul timir ko bhed mai aage badunga kal pralay ki aandhiyn se mai lagdunga kintu aaj mujhko aanchal se bachao aaj phir se tum bujha deepak jalao - harivansh rai bachchan #diwalispecial #harivanshraibachchan #poetry #harivanshraibacchan #brahmakumaris #brahmakumarissongs #jigneshsheth #tablaplayer #liveperformance #youtubemusic #youtubepoem

Share with your friends

Link:

Embed:

Video Size:

Custom size:

x

Add to Playlist:

Favorites
My Playlist
Watch Later