’Kandhon Se Milte Hain Kandhe’ from ’Lakshya’ is a highly motivational song and will evoke patriotic feelings. The song showcases the life of soldiers on the border; the movie is based on the Kargil war, it is an Indian war drama, directed by Farhan Akhtar. Song Name - Kandhon Se Milte Hain Kandhe Movie - Lakshya Singer - Shankar Mahadevan, Sonu Nigam, Hariharan, Roop Kumar Rathod, Kunal Ganjawala and Vijay Prakash Composer - Shankar Ehsaan Loy Lyricists - Javed Akhtar Music Label - Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Lyrics : Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise toh Dil dushman ke hilte hain Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise toh Dil dushman ke hilte hain Ab toh haumein aage Badhte hai rehna Ab toh humein, saathi hai Bas itna hi kehna Ab toh haumein aage Badhte hai rehna Ab toh humein, saathi hai Bas itna hi kehna Ab jo bhi ho, shola banke Pathar hai pighlana Ab jo bhi ho, badal banke Parbat par hai chhana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise toh Dil dushman ke hilte hain Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise toh Dil dushman ke hilte hain Nikle hain maidaan mein Hum jaan hatheli par le kar Ab dekho dam lenge Hum jake apni manzil par Khatron se hanske khelna Itni toh hum mein himmat hai Mode kalaai maut ki Itni toh hum mein taaqat hai Hum sarhadon ke waaste Lohe ki ik deewar hain Hum dushmanon ke waste Hoshiyaar hai taiyaar hain Ab jo bhi ho shola banke Pathar hai pighlana Ab jo bhi ho badal banke Parbat par hai chhana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Josh dil mein jagate chalo Jeet ke geet gaate chalo Josh dil mein jagate chalo Jeet ke geet gaate chalo Jeet ki jo tasveer banane Hum nikle hain Apni lahoo se hum ko usme Rang bharna hai Saathi maine apne dil mein Ab ye thhaan liya hai Ya toh ab karna hai Ya toh ab marna hai Chaahein angarein Barse ke bijli gire Tu akela nahin hoga yaara mere Koyi mushkil ho ya ho Koyi ho morcha Saath har mod par Honge saathi tere Ab jo bhi ho shola banke Pathar hai pighlana Ab jo bhi ho badal banke Parbat par hai chhana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Ik chehra aksar mujhe yaad aata hai Iss dil ko chupke-chupke woh tadpata hai Jab ghar se koyi bhi khat aaya hai Kagaz ko maine bheega-bheega paya hai Ho o palkon pe yaadon ke Kuchh deep jaise jalte hain Kuch sapne aise hain jo Saath saath chalte hain Koyi sapna naa tute Koyi wada naa tute Tum chaaho jise dil se Woh tumse naa roothhe Ab jo bhi ho shola banke Pathar hai pighlana Ab jo bhi ho badal banke Parbat par hai chhana Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain Chalta hai jo ye Carvaan Gunji si hai ye wadiyaan Hai ye zameen[gunji gunji] ye aasmaan[gunja gunja] Hai ye hawa[gunji gunji] hai ye aasama[gunja gunja] Har raste ne har waadi ne Har parbat ne sada di Hum jeetenge hum jeetenge Ham jeetenge har baazi (Kandhon se milte hain kandhe Kadmo se kadam milte hain Hum chalte hain jab aise Toh dil dushman ke hilte hain)-4 Chalta hai jo ye carvaan Gunji si hai ye wadiyaan © 2004 Sony Music Entertainment India Pvt. Ltd. Subscribe: Vevo - Like us: Facebook: Follow us: Twitter: G : SonyMusicIndia
Hide player controls
Hide resume playing