Myvideo

Guest

Login

Meri Jaan Pakistan | Muhammad Samie | Official Video

Uploaded By: Myvideo
1 view
0
0 votes
0

Short Sufi Spells (Chapter 2) | The Twelfth Spell ====================================== Singer: Muhammad Samie Poet: Muhammad Samie Composition & Arrangements: Muhammad Samie ====================================== PRODUCTION CREW: Music Production: J Ali Video Director/DOP/Post: Arslan Farooqi Art Work: Muhammad Samie Wardrobe: Muhammad Samie Rhythm: Irfan Aly Recording, Mixing & Mastering: J Ali Line Producer: Muhammad Ali Nagi Lights & Sound: Red Bug Productions Calligraphy: Atta-ur-Rehman Audio Production House: Soul Speaks Video Production House: Arslan Farooqi Films ====================================== © 2021 – Short Sufi Spells ====================================== SPECIAL ACKNOWLEDGEMENT: Production Support: Foundation University Islamabad (FUI) Mr. Atta-ur-Rehman (Project Coordination) Mr. Col. (R) Muhammad Ubaid Masood (University of the Punjab, Lahore) Mr. Abdul Rahim (Quaid-e-Azam Library, Lahore) TDCP Management (Mr. Shahid, Mr. Ishfaq Dogar & Mr. Abbas Shah) ====================================== VIDEO FOOTAGE CREDITS: (All scenic footages of Pakistan have been used in the video under fair use policy and due credit has been given to the content owners hereunder) - ISPR Official - Tourism Development Corporation of Punjab (TDCP) - Pakistan Air Force - Balochistan: Land of Beauty - Ali Ahmed - Hamza Mujtaba Films - Bilal Akhtar – TheDroneLifePK - M. Imran Khan - Eagle's Eye - David Dinu - Waqas Khan - Beautiful Nature 8k - Ahmed Amimi - SB Production - Shahmeer Ali - Nature Lover's Paradise - Muhammad Talha - Omair Arif - Yeshe Tsogyal - Rana Taqi ====================================== Follow Samie on: Youtube: Facebook: Instagram: Twitter: Official Website: ====================================== LYRICS: Tere khaiton mein sona hai, teri faslon mein chandi hai Tere sehra mein hain gohar, tera parcham hilaali hai Teri mitti mein hai khushbu Muhammad ke ghulaamon ki Teri janbaaz-o-faateh faoj Haider A.S. ke jawanon ki Teri quwwat pe hain nazren salateen-o-zamanon ki Teri taoseef to zeenat hai dushman ke aivaanon ki Nahin mumkin libaas-e-lafz mein teri raqm ho shaan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan meri jaan mein qurban Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan meri jaan Pakistan Teri galiyan tere raste, meri yaadon ka sarmaya Teri aab-o-hawa ki godd ne parvaan chadhaya Muhe guftaar ki taqat bhi di chalna bhi sikhlaya Mujhe maosam sabhi de kar kabhi ehsaan na jitlaya Ye dharti Haq-e-Ta’ala ki mohabbat ki alamat hai Ye dharti Rabb ke waliyon ki duaaon ki karamat hai Ye dharti deen-e-haq ke mashal bardaaron ki hurmat hai Ye shahpara-e-tahzeeb-o-tamaddun ta-qayamat hai Kahoon asaan lafzon mein to sun tujh par mujhe hai maan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan meri jaan mein qurban Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan meri jaan Pakistan Tujhe azad hona hai to mann azaad kar pehle Azaadi ka ta’alluq soch se hai yaad kar pehle Fikar ko ma’rifat ke waste tayyar kar pehle Yeh rasta itna asaan to nahi hamwaar kar pehle Tujhe Iqbal ka paigham ab bhi yaad karta hai Teri mitti barhi zarkhez hai … kya baat karta hai! Khudaya Sadqa-e-Aal-e-Nabi . ab fazl farma de Watan ke har jawaan ka khoon soz-e-haq se garma de Khuda is paak mitti ko waqar-e-javidani de Har ik dukhtar ko faiz-o-jurr’at-e-Zahra-e-Sani S.A. de Nazar mein ho Nabi . ki zaat, seenon mein hon bus Qur’aan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan meri jaan mein qurban Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan Pakistan meri jaan Pakistan #MuhammadSamie #Pakistan #ShortSufiSpells

Share with your friends

Link:

Embed:

Video Size:

Custom size:

x

Add to Playlist:

Favorites
My Playlist
Watch Later