00:00 || Khutbah Aur Durood !! 02:26 || Introduction !! 02:59 || Ayat 182: “ Aur jo log humari aayaat ko jhutlatay hain hum unn ko ba-tadreej (girift mein)...“ 03:40 || Ayat 183: “ Aur unn ko mohlat deta hun be-shak meri tadbeer bari mazboot hai. 04:46 || Ayat 184: “ Kiya inn logon ney iss baat per ghor nahi kiya kay inn kay sathi...“ 10:16 || Ayat 185: “ Aur kiya inn logon ney ghor nahi kiya aasamanon aur zamin kay aalam mein...“ 13:05 || Ayat 186: “ Jiss ko Allah Taalaa gumrah kerdey uss ko koi raah per nahi laa sakta....“ 14:03 || Ayat 187: “ Yeh log aap say qayamat kay mutalliq sawal kertay hain kay iss ka waqoo...“ 18:30 || Ayat 188: “ Aap farma dijiye kay mein khud apni zaat-e-khaas kay liye kissi nafay ka ikhtiyar...“ 36:14 || Ayat 189: “ Woh Allah Taalaa aisa hai jiss ney tum ko aik tan-e-wahid say peda kiya...“ 37:50 || Ayat 190: “ So jab Allah ney dono ko sahih saalim aulad dey di to Allah ki...“ 42:23 || Ayat 191: “ Kiya aison ko shareek thehratay hain jo kissi cheez ko peda na ker saken...“ 44:10 || Ayat 192: “ Aur woh inn ko kissi qisam ki madad nahi dey saktay aur woh khud...“ 44:18 || Ayat 193: “ Aur agar tum inn ko koi baat batlaney ko pukaro to tumharay kehney per...“ 44:58 || Ayat 194: “ Waqaee tum Allah ko chor ker jin ki ibadat kertay ho woh bhi tum...“ 46:02 || Ayat 195: “ Kiya inn kay paon hain jin say woh chaltay hon ya unn kay haath...“ 47:14 || Ayat 196: “ Yaqeenan mera madadgar Allah Taalaa hai jiss ney yeh kitab nazil farmaee aur woh...“ 47:35 || Ayat 197: “ Aur tum jin logon ki Allah ko chor ker ibadat kertay ho woh tumhari...“ 47:56 || Ayat 198: “ Aur agar inn ko koi baat batlaney ko pukaro to iss ko na sunen...“ 48:47 || Ayat 199: “ Aap dar guzar ko ikhtiyar keren nek kaam ki taleem den aur jahilon say...“ 49:20 || Ayat 200: “ Aur agar aap ko koi waswasa shetan ki taraf say aaney lagay to Allah...“ 50:05 || Ayat 201: “ Yaqeenan jo log khud taras hain jab unn ko koi khatra shetan ki taraf...“ 51:17 || Ayat 202: “ Aur jo shetan kay tabey hain woh inn ko gumrahi mein kheenchay ley jatay...“ 51:55 || Ayat 203: “ Aur jab aap koi moajza inn kay samney zahir nahi kertay to woh log...“ 52:56 || Ayat 204: “ Aur jab quran parha jaya keray to iss ki taraf kaan laga diya kero...“ 54:31 || Ayat 205: “ Aur aey shaks! Apney rab ki yaad kiya ker apney dil mein aajzi kay...“ 57:51 || Ayat 206: “ Yaqeenan jo teray rab kay nazdeek hain woh uss ki ibadat say takabbur nahi...“ #QuranClass #Tafseer #EngineerMuhammadAliMirza
Hide player controls
Hide resume playing